Breathless - Shankar Mahadevan - Hindi [ Must Have ] Video Song [ MightySeeD ]seeders: 0
leechers: 0
Breathless - Shankar Mahadevan - Hindi [ Must Have ] Video Song [ MightySeeD ] (Size: 19.15 MB)
Description
Great Song
Must Have LYRICS main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain (3) (and fades from right to left) ab jo mere din aur ab jo meri raatein hain unmein sirf aasun hain unmein sirf dard ki ranj ki baatein hai aur faryadein hain mera ab koi nahin main hoon aur khoye hue pyaar ki yaadein hain doob gaya hai dil gham ke andhare mein meri saari duniyaa hai dard ke ghere mein mere saare geet dhale aahon main banke deewana ab yahan wahan phirta hoon thokar khata hoon un rahaon main jahan use dekha tha jahan use chaha tha jahan main hasa tha aur baad mein roya tha jahan use paya tha pake khoya tha jahan kabhi phoolon ke kaliyo ke saaye the rangeen rangeen mehki rut ne har ek kadam par raas rachaye the gulshan gulshan din main ujale the jagmag jagmag noor tha raaton main jhilmil jhilmil jahan maine kh(w)aboN ki dekhi thi manzil jahan meri kashti ne paya tha sahil jahan maine payee thi palkhon ki chhaaon jahan meri bahon main kal thi kisi ki marmari bahein jahan ek chehre se hatti nahi thi meri nigahein jahan kal narmi hi narmi thi pyar hi pyaar tha baatho mein hath they haathon mein jahan kal gaye the prem tarane jahan kal dekhe the sapne sunahne kisi ko sunaye the dil ke fasane jahan kal khayi thi jeene ki marne ki kasme todi thi duniya ki saari rasmein jahan kal barsa tha prit ka badal jahan maine thama tha koi aanchal jahan pehli baar mein hua tha main pagal ab uun rahon mein koi nahi hai ab hai woh rahe veera veera dil bhi jaise hairan hairan jaane kaha gaya mere sapno ka mela aise hi khayalo mein khoya khoya ghoom raha tha mein kabse akela chamka sitara jaise koi gagan mein gunji sadaa koi man aangan mein kisi ne pukara mujhe mud ke jo dekha maine mil gaya khoya hua dil ka sahara mujhe jise maine chaha tha jise maine puja tha laut ke aaya hai thoda sharminda hai thoda ghabraya hai zulf pareshan hai kaampte hout aur bheegi hui ankhen dekh raha mujhe gumsum gumsum uski nazar jaise puch rahi hai itna toh bata do kahi khafa toh nahi tum pyaar jo dekha phir meri nigahoon mein agle hi pal tha woh meri in bahon mein bhool gaya mera dil jaise har gham badal gaya jaise duniya ka mausam jhome nazare aur jhumi fizaien aur jhome thei mann aur jhumi hawaein jaise phir gaane lagi saari dishayen kitni hasiN hai kitni suhani hum dono ki prem kahani(3) Sharing Widget |
All Comments